Hazrat e Abbas Noha Lyrics | Abbas e Alamdar | Nadeem Sarwar | 2023 | 1445

Hazrat e Abbas Noha Lyrics | Abbas e Alamdar | Nadeem Sarwar | 2023 | 1445

Hazrat e Abbas Noha Lyrics | Abbas e Alamdar | Nadeem Sarwar | 2023 | 1445

Jaan Alamdar, Alamdar, Alamdar
Jaan Alamdar, Alamdar, Alamdar

Sher Aaram Kare Jab To Asad Hota Hai
Sher Aaram Kare Jab To Asad Hota Hai
Soche Hamne Ka To Jar Kham Kaha Jata Hai
Hota Jai Gum Hai Yo Bnata Hai Jab Yo Mansooba
Jab Nazarv Gade Gazan Sir Daboche Hamza
Rokte Sans, Rokte Sans Adab Ki, To Hai Abbas Magar, Karde Do Tukde Sikar Apna To
Haider, Haider...

Abbas e Alamdar...(4)
Abbas e Alamdar...(4)
Hazrat e Abbas Alamdar, Laskar e Sabbir Ka  Salar...2
Abbas e Aiy Ba Wafa
Abbas e Aiy La Fata 
Jaise Ali Haidar e karrar... Alamdar
Abbas e Alamdar...2
=============================
Aiysha Na Salar Dubara Hua
Aiysha Na Sardar Dubara Hua
Jaise Jari Kah Ke Laskar Mein The
Aiysha Na Zarrar Dubara Hua...Alamdar

Maida Mein Zama Raha, Aada Mein Dta Rha...2
Dekha Na Aiysha Koi Jidar.... Alamdar

Abbas e Alamdar...(4)
Hazrat e Abbas.... Alamdar
Laskar e Sabbir Ka Salar... Alamdar
Alamdar Aiy Ba Wafa... Alamdar
Alamdar Aiy Karbala... Alamdar
=============================
Hazrat e Abbas Alayhis Salam
Kitna Bada Naam Hai Waisha Hi Kaam
Kitna Baland Aap Ka Maula Makam
Apke  Masqoor Hain Saar e Imam...Alamdar

Dil Dil Mein Basa Hua, Ghar Ghar Mein Saja Hua...2 
Pak e Alamdar o Alamdar...

Abbas e Alamdar...(4)
Hazrat e Abbas.... Alamdar
Laskar e Sabbir Ka Salar... Alamdar
Abbas e Aiy Ba Wafa
Abbas e Aiy La Fata 
Jaise Ali Haidar e karrar... Alamdar
Abbas e Alamdar...2
============================
Aiysha Jari Sher Hai Sere Ali
Sher Bhi Is Sher Se Darte Hain Jee
Jisko Jururat Nhi Talwar Ki
Gazi Ki Kafi Nazar Ak Hi...Alamdar

Ankho Se Ruka Nhi, Faujo Se Daba Nhi...2
Naam Hai Abbas Khabardar... Alamdar

Abbas e Alamdar...(4)
Hazrat e Abbas... Alamdar
Laskar e Sabbir Ka Salar... Alamdar
Alamdar Aiy Ba Wafa... Alamdar
Alamdar Aiy Karbala... Alamdar
============================
Jang e Ki Khatir Na Ghazi Gya
Uska To Dil Mask Sakina Mein Tha
Pyasa Pe Sadad Ki Qurban Hua
Warna Ye Nau Lakh Ka Laskar Tha Kya
Alamdar...

Pani Jo Na La Saka, Dariya Pe Jo So Gya...2
Pyasi Sakina Ka Wo Gumkhwar... Alamdar

Abbas e Alamdar...(4)
Hazrat e Abbas.... Alamdar
Laskar e Sabbir Ka Salar... Alamdar
Alamdar Aiy Ba Wafa
Alamdar Aiy La Fata
Jaise Ali Haidar e Karrar... Alamdar
Abbas e Alamdar...2
==========================
Parcham e Abbas Pe Aaya Karo
Saye Mein Iske Sada Baitha Karo
Chahte Ho Gar Dua Manjoor Ho
Nauha Sakina Ka Sunaya Karo...Alamdar

Parcham Se Jude Raho, Gazi Se Wafa Karo...2
Mil Ke Kaho Saar e Azadar... Alamdar

Abbas e Alamdar...(4)
Hazrat e Abbas.... Alamdar
Laskar e Sabbir Ka Salar... Alamdar
Alamdar Aiy Ba Wafa...Alamdar
Alamdar Aiy Karbala...Alamdar
==============================
Jab Hua Sabbir Se Gazi Juda
Khaima e Sadat Mein Kohram Tha
Jainab o Kulsoom Ki Goonji Sada
Hay Re Abbas Mera Na Rha... Alamdar

Ham Sab Fida Hua, Gazi Ab Nhi Rha...2
Aale Muhammad Ka Madadgar... Alamdar

Abbas e Alamdar...(4)
Hazrat e Abbas.... Alamdar
Laskar e Sabbir Ka Salar... Alamdar

Jaan Alamdar Alamdar Alamdar
Jaan Alamdar Alamdar Alamdar
Jaan Alamdar Alamdar Alamdar
Hazrat e Abbas Noha Lyrics








Abbas e Alamdar....
Share....

Post a Comment

Previous Post Next Post